DRecords

Home » Shop » Kya Zamana Tha

Kya Zamana Tha

$0.99

Kya Zamana Tha , Collection of love drenched Ghazals by Hussain Baksh
Kya Zamana Tha is a collection of love drenched Ghazals by the legendary Ghazal Maestro of Pakistan “Hussain Baksh Saheb” alias Gullu Hussain Baksh. The album showcases the swiftness of the maestros ability to move through the swaras “a feat that only he is famous for” yet keeping the mood and the feelings of the Ghazal firmly entrenched for the listener. The renditions by the Maestro are sung in his iconic Classical singing style of Patiala Gharana. The Album is a gift to the King of Pop ‘Daler Mehndi’ during his visit to India in year 2000, recorded at Mehndi’s Studio, New Delhi.

Tracks

Lyrics

Kya Zamana Tha

Kya Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The *2
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The

Music

Jahan Tanhaaiya Sar Phod Ke So Jaati Hain *2
In Makaano Mein Ajab Log Raha Karte The
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya Zamana Tha ke hum roj mila karte the

Music

Kar diya aj zamaane inhe bhi majboor *2
Kabhi ye log mere dukh ki dua krte the
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The

Music

Dekh Kar Jo Humen Chup Chaap Ghuzar Jaata Hai * 2
Kabhi Is Saks Ko Hum Pyaar Kiya Karte The*2
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya zamana tha ke hum roz mila karte the

Music

Itfaakate Zamana Ajab Hain Naseer *2
Aaj Woh Dekha Rahe Hain Jo Suna Karte The *2
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The
Raat Bhar Chand Ke Hum Raah Phira Karte The
Kya Zamana Tha Ke Hum Roj Mila Karte The
Ending Music

Reviews

There are no reviews yet.

Be the first to review “Kya Zamana Tha”

Your email address will not be published. Required fields are marked *

All Music Purchases are MP3 Downloadable files
Interested in Licensing D Records International Music?
We are happy to offer our D Records music for commercial and other multimedia projects.